Doga Indian comics industry

Written by  on May 26, 2022 

https://chat.whatsapp.com/BwYwoKwXp56E4yHX3SiwRN

Comic India

Raj Comics Official Fan Club

Whatsapp group New Indian comics sets

https://chat.whatsapp.com/JdXM8RkYzwBEHv2KgZUq0I

 

Copy Paste in Indian comics

Doga Indian comics industry ka sabse bekaar aur ghatiya character hai, useless. Lekin publisher ke liye bahut useful hua hai, bahut paise kama liye honge kuttapanti se.
Saalo baad isey pad raha hoon, ab bhi bura he lag raha hai. Saalo se samasya ko जड़ se ukhaad raha hai, lekin naamard ka bachcha phir bhi apraad khatam karne ki baat to दूर, kam bhi nahin kar paaya.
Maine bachpan me Doga ki pehli comics padi thi, usme Sooraj ko training dene wale chacha ke naam pad kar bahut bura laga : Adrak chacha, Dhaniya chacha, Haldi chacha etc. In naamo ko pad kar aisa laga jaise writer ne jaanboojh kar story aur character ki seriousness khatam kar di. Ab doosre writers bhi Doga ki story likh rahe hai. Unko bhi inhe ajeeb naamo ko use karna hoga.
Doga ke apraadh se ladne ke tareeqe me buniyaadi badlaav karna hoga. Aur wo jo fancy dialogues bolta hai, mujhe to we joke lagte hai, kyonki unhe pad kar हंसी aati hai.
Bahut se log meri in baato se sakht naaraaz honge, kyonki Doga unka favourite hai. Unki bhaavnaaein meri baato se आहत ho sakti hai. Main unse kahunga, “arrey maan bhi jaao yaar, Doga bakwaas hai

https://chat.whatsapp.com/BwYwoKwXp56E4yHX3SiwRN

Comic India

Raj Comics Official Fan Club

Whatsapp group New Indian comics sets

https://chat.whatsapp.com/JdXM8RkYzwBEHv2KgZUq0I

 

Copy Paste in Indian comics

Category : Uncategorized

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *